Ghar aur jeevan se andhkaar, akaal mrityu ka bhay aur saari negative urja ko door karne ke liye sarson ke tel ka vishesh deepak.
Shani, Rahu aur Ketu ke ashubh dushprabhavon ko shaant karne aur jeevan ki purani rukawaton ko samapt karne ke liye Baba Kaal Bhairav ko Til Tel arpit karein.
Baba Kaal Bhairav ko Madira arpit kar apne bheetar ke tamas, moh aur mansik vikaron ko samarpit karein aur unki vishesh kripa evam aatmik shanti ka aashirwad prapt karein.
Shani, Rahu-Ketu ke dushprabhav aur purani rukawaton ko door kar, ghar-parivaar mein shanti evam mangal ke aashirvaad hetu sampoorna shastriya samagri bhent.
Bhairav Baba ki vishesh kripa prapti aur har prakaar ke bure saaye evam tantrik doshon se suraksha kavach ke liye.
Vyapar, naukri aur parivaar par lagi buri nazar aur shatru badhaon ko door karne ke liye Baba Kaal Bhairav ko arpit karein Neembu mirch aur unka aashirwad prapt karein.
Bhagwan Bhairav ke charno mein shraddha samarpit kar mansik shanti aur parivaarik kalyan ke aashirvaad hetu.
Ghor sankat, shatru badha aur buri nazar se mukti paakar parivaar aur vyapar par Baba ka sampoorna raksha kavach banaye rakhne ke liye sarvashreshth bhent.
Pavitra Prasad, Now at Your Doorstep