Shri Khatu Shyam ji , Rajasthan

00
Days
00
Hrs
00
Mins
00
Secs

🔥2,00,000+ Devotees Have Already Booked the Seva! 🙏✨

Shri Khatu Shyam ji , Rajasthan

00
Days
00
Hrs
00
Mins
00
Secs

🔥2,00,000+ Devotees Have Already Booked the Seva! 🙏✨

Shri Khatu Shyam ji , Rajasthan

00
Days
00
Hrs
00
Mins
00
Secs

🔥2,00,000+ Devotees Have Already Booked the Seva! 🙏✨

What Chadhava Includes

Sacred Chadhava Offered at Shri Khatu Shyam ji

Personal Sankalp in Your Name & Gotra

Chadhava Completion Video shared on WhatsApp

Receive Shri Khatu Shyam ji sacred Mahaprasadam at your doorstep

Select Your Chadhava

Baba Priya Gula

Baba Shyam ko sugandhit lal pushp atyant priya hain. Janmotsav par gulab bhent karne se parivar me sukh, shanti aur aapsi prem ka vistar hota hai.

₹151

Divya Morpankh

Janmotsav ke shubh avsar par Baba ko Morpankh arpit karne se ghar se nakaratmak urja aur grah dosh door hote hain, aur parivar par Baba Shyam ka abhay aashirwad bana rehta hai.

₹101

Pavitra Nisan

Baba Shyam ko Nishan chadhane ki parampara sarvopari hai. Yeh aapke jeevan se sabhi badhaon aur dukhon ko mitakar har kshetra me vijay aur safalta dilata hai.

₹251
Special Chadhava

Baba Shyam Janmotsav Thali

Shastron mein purna bhent ka vishesh mahatva hai. Baba Shyam ke Janmotsav par sampoorna thali arpit karein aur paayein Baba ka suraksha kavach, samriddhi aur akhand kripa.

₹451

Sawamani Mahabhog

Janmotsav ke pawan din Baba Shyam ko sawamani prasad bhent karne se ghar me kabhi dhan-dhanya ki kami nahi aati aur saare sankat door hote hain.

₹251

Shrifal

Sheesh ke Daani ke charnon me Shrifal bhent karne se adhure sankalp aur manokamnayein purna hoti hain tatha dhan-dhanya aur vyapar me rukaavatein door hoti hain.

₹201

Divya Itra Seva

Baba Shyam ko itra atyant priya hai. Janmotsav ke shubh muhurat par Baba ko sugandhit itra arpit karne se ghar ke kalesh aur nakaratmakta door hoti hai, tatha jeevan me shanti aur samriddhi a

₹351

Who Can Benefit From This Puja?

Devotees who are unable to visit Shri Khatu Shyam Ji janmotsav in person and wish to offer Chadhava on the sacred occasion of Devshayani Ekadashi.
Devotees seeking Baba Shyam's blessings for Manokamna Purti, Kashta Nivaran, Dhan Vriddhi, and Sukh-Samriddhi.
Individuals and families praying for peace, happiness, prosperity, good health, career and business growth, harmonious relationships, marriage, and the well-being of their loved ones.

Prasad Items

Pavitra Prasad, Now at Your Doorstep

Addons: ₹0
Total Price: ₹0

Our Devotees Reviews

★ ★ ★ ★ ★
Vaishnavi Singh
★ ★ ★ ★ ★
Ashish Shah
★ ★ ★ ★ ★
Reema
★ ★ ★ ★ ★
Shiva
★ ★ ★ ★ ★
Soniya Singh
★ ★ ★ ★ ★
Sanya Kumari
★ ★ ★ ★ ★
Santosh Rai
★ ★ ★ ★ ★
Meena Devi
★ ★ ★ ★ ★
Diksha Rajput
★ ★ ★ ★ ★
Mohan sharma
★ ★ ★ ★ ★
Mansi Raj
★ ★ ★ ★ ★
seema suri
★ ★ ★ ★ ★
Tanya
★ ★ ★ ★ ★
sanjana
★ ★ ★ ★ ★
Vaishali singh
★ ★ ★ ★ ★
Rajendra prasad
★ ★ ★ ★ ★
Radha Shreepali
★ ★ ★ ★ ★
Gargi Singh
★ ★ ★ ★ ★
Krishna Verma
★ ★ ★ ★ ★
Sushant SIngh
★ ★ ★ ★ ★
Tanish
★ ★ ★ ★ ★
Dhruv singh
★ ★ ★ ★ ★
Rohan Yadav
★ ★ ★ ★ ★
Tanmay
★ ★ ★ ★ ★
Rishabh Agarwal
★ ★ ★ ★ ★
Rashi Sharman
★ ★ ★ ★ ★
Gaurish Nagpal
★ ★ ★ ★ ★
Jiya
★ ★ ★ ★ ★
Neha
★ ★ ★ ★ ★
Mayank
★ ★ ★ ★ ★
Amit Susodiya
★ ★ ★ ★ ★
Devyansh Saxena
★ ★ ★ ★ ★
Govind

Frequently Asked Questions

What Will Be Done in This Chadhava?
At Apna Jyotish Dham, the Chadhava is performed by experienced Vedic purohits following proper vidhi-vidhan. Rituals are conducted in your name and gotra, with special prayers for your well-being and family harmony.
How Will I Know the Chadhava Has Been Done?
A Chadhava video is shared after completion, showing all mantras and rituals performed with full devotion.
Khatu Shyam Ji ka asli naam kya tha?
Khatu Shyam Ji ka asli naam Veer Barbarik tha. Woh Mahabharat ke mahaan yoddha Ghatotkach ke putra aur Bhim ke pote the.
Veer Barbarik ne apna sheesh Bhagwan Shri Krishna ko kyun daan kiya tha?
Mahabharat yudh se pehle Bhagwan Shri Krishna ne Barbarik se Guru Dakshina mein unka sheesh maanga tha. Barbarik ne bina kisi sankoch ke apna sheesh daan kar diya.
Barbarik ki antim ichha kya thi?
Veer Barbarik ki antim ichha thi ki woh Mahabharat ka poora yudh apni aankhon se dekhein. Shri Krishna ne unka sheesh ek pahaadi par sthapit kar diya, jahan se unhone 18 din tak yudh dekha.
Mahabharat yudh ka asli vijeta kise maana gaya?
Jab Pandavon ke beech yudh ki jeet ka shrey lene ko lekar vivaad hua, tab Barbarik ne bataya ki unhe poore yudh mein sirf Bhagwan Shri Krishna ka Sudarshan Chakra hi dikhai diya. Isse spasht hua ki vijay ke asli karta Shri Krishna the.
Bhagwan Shri Krishna ne Barbarik ko kya vardaan diya tha?
Khatu Shyam Ji ko Haare Ka Sahara isliye kaha jata hai kyunki manyata hai ki woh dukhi, pareshan aur haar chuke logon ko sahara dete hain aur unki manokamnayein poori karte hain.
Khatu Shyam Ji ka sheesh kahan mila tha?
Lokmanyata ke anusaar, Rajasthan ke Khatu gaon mein ek din ek gaay ek hi jagah par apne aap doodh girane lagi. Jab us jagah ki khudai hui, toh Veer Barbarik ka divya sheesh prakat hua.
Khatu Shyam Ji ka mandir kahan sthit hai?
Baba Shyam ka prasiddh mandir Rajasthan ke Sikar zile ke Khatu gaon mein sthit hai. Ise Khatu Shyam Mandir ya Khatu Dham kaha jata hai.
Khatu Shyam Janamotsav kyun manaya jata hai?
Khatu Shyam Janamotsav Baba Shyam ke janm ki khushi mein manaya jata hai. Is din bhakt Baba Shyam ki pooja, bhajan-kirtan aur darshan karke apni shraddha prakat karte hain.
Khatu Shyam Ji ko kis naam se pukara jata hai?
Baba Shyam ko kai naamon se jaana jata hai, jaise:Haare Ka SaharaSheesh Ke DaaniTeen Baan DhaariLakhdatarMorvinandanShyam Sarkar
Baba Shyam ke prakatya se pehle Gaumata kya karti thi?
Khatu ki pavitra dharti par ek teele par roz ek Gaumata swayam apne thanon se doodh arpit karti thi. Yeh ek divya sanket tha, jisse Baba Shyam ke prakatya ka rahasya juda hua tha.
Raja ko Baba Shyam ne swapn mein kya aadesh diya tha?
Jab teele ki khudai shuru hui, tab aakashvani hui. Usi raat Baba Shyam ne tatkaleen Raja ko swapn mein darshan diye aur apne sheesh ke prakatya ka samay aane ka sanket diya.
Baba Shyam ke pavitra sheesh ka prakatya kaise hua?
Raja ne shraddhapurvak dobara teele ki khudai karwai. Khudai ke dauran wahan se Veer Barbarik ka divya sheesh prakat hua, jise Baba Shyam ke roop mein pooja jaata hai.
Shyam Kund ki utpatti kaise hui?
Baba Shyam ka sheesh prakat hote hi us sthan se sheetal jal ki ek aviral dhara phoot padi. Aaj wahi pavitra sthan Mokshdayini Shyam Kund ke naam se prasiddh hai.
Baba Shyam ko 'Haare Ka Sahara' kyun kaha jaata hai?
Shri Krishna ke vardaan ke anusaar Baba Shyam Khatu Dham mein virajmaan hue, taaki Kaliyug mein har nirash, dukhi aur haare hue bhakt ka sahara ban sakein aur unki khaali jholi khushiyon se bhar sakein.