Shri Kaal Bhairav Jayanti Sarva Kasht Nivaran Mahachadhava
Puja Date 1st Dec 2026, Tuesday 4.0 Ratings
Temple Kaal Bhairava temple , Kashi

10,000+ devotees have joined the Pujas organized by Apna Jyotish Dham
Select Chadhava
Description
Kaal Bhairav Jayanti: Baba Ka Prakatya Kaise Hua?
Skand Puran ke Kashi Khand ke anusaar, jab Brahma Ji ne Bhagwan Shiv ka apmaan kiya, tab Shiv Ji ne Kaal Bhairav ka roop dharan kiya aur Brahma Ji ka paanchva sir kaat diya. Iske kaaran unhe Brahmahatya ka dosh laga. Lekin jaise hi Baba Kashi pahunche, Brahma Ji ka kata hua sir unke haath se alag ho gaya. Iske baad Bhagwan Shiv ne Kaal Bhairav ko Kashi ka Kotwal niyukt kiya.
Kaal Bhairav Ki Kripa: Har Sankat Se Raksha Ka Divya Aashirwad
Bhagwan Kaal Bhairav, Bhagwan Shiv ka sabse jagrut rakshak swaroop hain. Kashi mein unhe Kotwal ke roop mein pooja jaata hai. Manyata hai ki Kalyug mein Baba Kaal Bhairav ki kripa sheeghr falit hoti hai. Unki upasana karne se anjaane darr, buri nazar, shatru-badha ,Bimari Se Rahat aur purane karmon ke dushprabhavon se mukti milti hai.
Kaal Bhairav Ka Chadhava: Grah Dosh Shanti Aur Sankaton Se Raksha
Kashi mein Baba Kaal Bhairav ko Chadhava arpit karne se Shani, Rahu aur Ketu ke kathin dushprabhavon ko shaant karne ki prarthana ki jaati hai. Chahe Shani ki Saade Saati ya Dhaiya chal rahi ho, ya Rahu-Ketu aur Shani ki Mahadasha ya Antardasha ke kaaran achanak financial loss, court-kachahri ke maamle, karz ya anjaana darr pareshan kar raha ho.
Kashi mein Baba ko sarson ka tel, kale til aur madira arpit karte hai . Manyata hai ki Baba Kaal Bhairav ki kripa se jeevan mein sthirta, sahas aur divya suraksha ka aashirwad prapt hota hai.
Chadhawa You Can Make
Bhairav Raksha Deepdaan
Ghar aur jeevan se andhkaar, akaal mrityu ka bhay aur saari negative urja ko door karne ke liye sarson ke tel ka vishesh deepak.
Til-Tel Arpan Seva
Shani, Rahu aur Ketu ke ashubh dushprabhavon ko shaant karne aur jeevan ki purani rukawaton ko samapt karne ke liye Baba Kaal Bhairav ko Til Tel arpit karein.
Madira Bhent
Baba Kaal Bhairav ko Madira arpit kar apne bheetar ke tamas, moh aur mansik vikaron ko samarpit karein aur unki vishesh kripa evam aatmik shanti ka aashirwad prapt karein.
Baba Bhairav Kasht Nivara...
Shani, Rahu-Ketu ke dushprabhav aur purani rukawaton ko door kar, ghar-parivaar mein shanti evam mangal ke aashirvaad hetu sampoorna shastriya samagri bhent.
Kala Vastra Arpan Seva
Bhairav Baba ki vishesh kripa prapti aur har prakaar ke bure saaye evam tantrik doshon se suraksha kavach ke liye.
Shri Kaal Bhairav Nimbu-M...
Vyapar, naukri aur parivaar par lagi buri nazar aur shatru badhaon ko door karne ke liye Baba Kaal Bhairav ko arpit karein Neembu mirch aur unka aashirwad prapt karein.
Pushp Seva
Bhagwan Bhairav ke charno mein shraddha samarpit kar mansik shanti aur parivaarik kalyan ke aashirvaad hetu.
Shri Kaal Bhairav Sarva R...
Ghor sankat, shatru badha aur buri nazar se mukti paakar parivaar aur vyapar par Baba ka sampoorna raksha kavach banaye rakhne ke liye sarvashreshth bhent.
What You Will Receive
Offering At The Temple In Your Name
Puja Video On WhatsApp
Prasad Delivered To Your Home
Transformative Experiences
Why perform puja with Apna Jyotish Dham
Why Choose Apna Jyotish Dham for Your Pooja & Consultation?
Apna Jyotish Dham is a trusted platform for online Pooja and astrology consultations, led by experienced sadhaks and Vedic scholars. Every Pooja and Anushthan is performed by highly trained Acharyas who have dedicated years to sadhana, tapa, and scriptural study, attaining the spiritual depth and expertise needed to perform sacred rituals with precision. Following authentic Vedic traditions, each Pooja is conducted in a structured manner with precise mantras, havan, and rituals as per scriptures. Our goal is to help you experience divine blessings, remove doshas, and bring peace, prosperity, and positive energy into your life.
What should I do if I don’t know my Gotra?
We recommend checking with your family elders first, as they may know your Gotra. If your Gotra cannot be determined, the Shastras allow using Kashyap Gotra. You may safely enter Kashyap Gotra in your Sankalp form while completing your booking.
What details are required for booking a Pooja?
Your full name, gotra (if known), birth details, and specific concerns help in performing the Pooja with the right intent and rituals.
How do I book a Pooja or consultation?
Simply visit our website, choose your desired service, provide your details, and complete the booking. Our team will guide you through the next steps.
©2026 Apna Jyotish Dham | All Rights Reserved